Raas na aaya mujhko tujhse dil lagana
Hasti hain ye duniya mujhko kehke deewana
Yaad rakhega ikk din saara ye zamana
Aankho mei aansu lekar mera muskurana
Hai mere paas vahi jo gaya hai tu dekar
Teri galiyon mein fir raha hu tuta dil lekar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa kehkar
Teri galiyon mein fir raha hu tuta dil lekar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar….
Ye manta hu ishq se badhkar koi jaadu tona nahi
Jise tu khelke tod’de ye dil hai khilona nahi
Ye manta hu ishq se badhkar koi jaadu tona nahi
Jise tu khelke tod’de ye dil hai khilona nahi
Dua’ae de rahe hain tujhko saare gum seh kar
Teri galiyon mein fir raha hu tuta dil lekar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar
Teri galiyon mein fir raha hu tuta dil lekar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar….
Dhundne walo ko tu batate
Mera pata hain teri galiyon mein
Dard mein duba dil hain magar
Jeene ka maza hai teri galiyon mein
Main hu vo bejaan mohobaat
Jiski dava hain teri galiyon mein
Duniya hain mandir mazjid mein
Mera khuda hain teri galiyon mein
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar
Bewafa keh kar bewafa keh kar…