Tumse hi meri kahani pehchan
Jaise purani hu sath main
Tum sathiyan tha galat apna yu milna
Kyu galat lagta hai dil na ho galtiyan
Chingariyan main agg tum ho daman
Tum raag ho main savan
Main jahan rahu ho tera vo zahan
Duniya alag meri tumhari ik hui raah ab hamari
Ik chand tu main raat ki daasta hu
Kisne chah ko hawa di ye aag kyu jala di
Ik chand tu main raat ki daasta hu
Sang rehte the jo ye kehte the vo
Mohobaat na ho jaye humko kabhi
Jo ho jaaye to vahi chhor do
Vo raahe na jinka ho haseel kahi
Tha tumne chua lagi thi dua
Hua jo asar humpe raha
Jo kal tha kabhi vohi aaj hai
Safar mein to hai par manjeel nahi
Vo saath tha ghadi bhar
Hai zindgi badi par
Milna likha tha apna hi yahan
Duniya alag meri tumhari ik hui raah ab hamari
Ik chand tu main raat ki daasta hu
Kisne chah ko hawa di ye aag kyu jala di
Ik chand tu main raat ki daasta hu
Yuu khaakh se utha kar hume ishq ne banaya
Badli hawa naya sab ho gaya
Yuu khaakh se utha kar hume ishq ne banaya
Badli hawa naya sab ho gaya
Duniya alag meri tumhari ik hui raah ab hamari
Ik chand tu main raat ki dasta hu…..
More Songs By Arijit Singh