Jhod ke kinare baithi sochhe jau bebe ri main
Uski gali na jandi theek tha
Issa lagya rog mere raatan ne yon aake gehre
Dil rehva ronda aur chikhda
Bachi hoyi katja tawli fikkar’an ne kardi sawli
Nue ton sambhal ke challi thi ishq ne kardi bawli
Bawli bawli kardi re bawli bawli kardi re bawli bawli kardi re
Ni sa ni sa re ma re ma si sa sa saare sa ni
Ni sa ni sa re ma re ma si sa sa saare sa ni
Ni sa ni sa re ma re ma si sa sa saare sa ni maa gama re re sa
Loggo re ishq na kariyo be aayi maut na mariyo
Suttya ke teer tutenge mirze ju pyaar na kariyo
Pyaaaaar na kariyo na kariyo
Kise ka saath diya kisein te karya kinara
Kisein ne milu roz vahde na jau dubara
Bade roye ae mere gale lag lagke
Badya ne peeth mein re khanjar hain maara
I feel alone tere bina mera jeena jon sailab ke bad
Bachi ganga ke kinare thodi raakh ke baad
Aankh khulje sunehre kisein khwaab ke baad
Jaise gharme jawan beti baap ke baad
Hai jisne jitni zarurat thi loga ne main baand liya
Tere jane ke baad main dekh dukh’an ne chaat liya
Ibb meri manzil nahi umar bharka hu musafir
Pyaar te vaipaar uthe ishq karu banu kafeer
Rang bhi udd liya teri tasveer mein te
Rooh bhi udli ae jisam ki janjeer mein te
Haath dekh jhuth boli tere uss fakeer ne re
Vo to kehve tha tu ni jaani takdeer mein te
Jaani takdeer mein te jaani takdeer mein te jaani takdeer mein te
Loggo re ishq na kariyo be aayi maut na mariyo
Suttya ke teer tutenge mirze ju pyaar na kariyo
Pyaaaaar na kariyo na kariyo
Ek ghar banaya hai manne kuch kamre usme sone ne
Ikk kamra hain mehmana ka ik kamra rakhya hai rone mei
Re tabbadtod pade aansu tejab ki tariya farsh jalya
Koi maali bhi ni milna re jab hussan ka yon gulab padya
Meri bebasi ka aalam yon ke puche bata ni sakda main
Mere phone main tera number hain par chahke mila nni sakda main
Ye ishq bedard bada
Ishq hain ni kade mane nue ton bata
Dulhan ke darpan mein chudi ki khann khann mein
Meera ke paaya mein ghungroo ki chann chann mein
Dariya mein naava mei shehar mei gaon’an mein
Mehngi fizava na sard havava mein
Tapti hui dhup mein chah hi ghatava mein
Aashique ki yaad mein faili hui baahva mein
Ranjhe ki banjali main heer ki churi mei
Soni ke ghade mein hivaal ki duri meiin
Tutte hoye teer re patke maas
Re saiba mirze ne aakhiri saas mein ke kehya hoga
Loggo re ishq na kariyo be aayi maut na mariyo
Suttya ke teer tutenge mirze ju pyaar na kariyo
Pyaaaaar na kariyo na kariyo
Logo re pyaar na kariyo na kariyo
(Dhanda nyoliwala dailouge)
Ishq bhi yaara karke dekh liya
Zinde jee bhi marke dekh liya
Ghutt sabar ka bharke dekh liya
Ibb haddiyan mein khun nayi ae
Sab kuch pa liya zindgi mein
Par zindgi mei sukoon nayi ae ….
More Songs by Dhanda Nyoliwala