Teri galiyon mein aake theharti hu main rozana
Wo aasmaan bhi mujhe dekhkar kyu deta hai taana
Tujhe dekhkar ye dhadakta hai jo tu na mile dil tadapta hai
Kya thi main aur kya mujhe bana diya
Tune rona sikha diya rona sikha diya
Tune rona sikha diya rona sikha diya
Ha jaana tere pyaar ne rona sikha diya
Roona sikha diya
Khush naseebi hai ke dil kiya duaao ka yeh sila
Ban gaya hai khud se bhi jyada tujhse mera raabta
Tere sang hi main muqammal hu
Tadapti tere binn main pal pal hu
Phir paas aake kyu judah kiya
Tune rona sikha diya rona sikha diya
Tune rona sikha diya rona sikha diya
Ho jaana tere pyaar ne rona sikha diya
Rona sikha diya aaaaaaaaa……
Teri galiyon mein aake theharti hu main rozana
Wo aasmaan bhi mujhe dekhkar kyu deta hai taana
Tujhe dekhkar ye dhadakta hai jo tu na mile dil tadapta hai
Kya thi main aur kya mujhe bana diya…..
More Songs By Tiger Shroff